Muhabbat aik aisi bhi,
Khuda ki banai moti si,
Bhook pyaas se aur chamke..
Aise fitrat karva chauth ki jyoti si….
`
Dhanya woh devi jo pati sukh hetu vrat paave,
Dhanya woh pati jo devi roop patni paave,
Dhanya woh swaroop jo Manushyata ka deep jalawe..
Karva Chauth ki Shubhkamnaye….
`
Aaye to sang laye khushiyan hazar,
Har sal manain hum yeh tuohar,
Bhar de hamara daaman jewelry ke sath,
De jaye umren hazaar baar baar!
Happy Karva Chauth.!
`
Aaj mujhe aapka khaas intezaar hai…,
Ye din hai karvachauth ka……………….
Apki lambi umar ki mujhe darkaar hai..
Jaldi aana……………………………………..,
Happy Karwa Chauth……………………..!!!