Hindi Bewafa SMS


HIndi SMS

Waqt tu bhi bda julm dhata hai mujhpe,
Jb unka intzaar kerti hun to tu ruk ruk k chalta hai,
Jb wo aate hai to tu palak jhapakte hi nikal jata hai…

Hindi Bewafa SMS

Aaj hum unhe bewafa batakar aaye hain
Unke khaton ko paani me bhiga ka aaye hain
Koi nikaal kar padh na le unhe isliye
paani me bhi hum aag laga kar aaye hain …

Bewafaa yun…
Hindi Love SMS

Bewafaa yun pal mein kisi ko na kehna
Kya pata tumhare liye kitne zulm use pada hai sahna
Yeh mera hai kehna
Sachhi mohabbat karte ho to usse nibhana bhi sikhna …

Sad SMS in Hindi

Phir aaj hum hai shairana mijaj me,
shayad tu aaj phir hame yaad karta hai
phir chal raha kuch tere sine me,
ki bewajah aaj kal dil humara dharkta hai …

Broken Heart SMS

Har aahat humara ehsas dilaye gi,
Har hawa kissa sunaye gi,
Itni yadein bhar dein gey app ki zindagi main,
Na chahtay howay bhi app ko humari yaad ayey gi…

Page 1 of 1612345...Last »

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.