Hindi SMS

Bahut chupaana chahaa tha, apne Love ke symbols ko usne,
Naadan itna bhi nahin samajhti ki,Symbols se hi to language banna karti hai…
~
Reh jati hai ek meethi si yaad, uske chale jaane ke baad yunhi..
Bus dharkane dharakti rehti hein, kisi ghari ki sunyioon ki tarah dhak-dhak…
~
Tere ishq main had se gujar jana chahata hun
tu mujhmain kho ja ya main tujhmain shamma jata hun …
~
Mehfil kahe jise hum
teri yaadon ki anjuman hai
hai gul se rishta mera
meri zindagi chaman hai …