Love SMS

Achha nahi lagta …
Tumhara yun bichar jana mujhe acha nahin lagta…
Tumharay bin abb dil kahin bhi nahin lagta…

Tumhara pyar mein larna acha to lagta hai…
Mager khamosh ho jana mujhe acha nahin lagta…

Tumhari inn nashili aankhoun per apni jaan deti hun…
Mager sunoo! inn ka chalak jana mujhey acha nahin lagta …