Tue 1 Jul 2008
njoi some classic shers????????????????
wo sadak ke us paar thi
hum sadak ke is paar the
kuch hum aage badhe kuch wo aage badhi
hum kuch aur aage badhe wo bhi kuch aur aage badhi
hum kuch aur aage badhe wo bhi kuch aur aage badhi
ab hum sadak ke us par the aur wo sadak ke is paar thi
woh PYAR hi kya,
jisme JUDAI na ho,
woh IHSQ hi kya,
jisme LADAI na ho,
woh DIL hi kya,
jisme DARD na ho,
aur woh Inbox hi kya,
jisme HAMARA mail na ho
Khud ko kar buland itnaa
Kay Himaalay ki choti pe jaa pahunche
Aur khuda tumse puche
Abe gadhe, ab utrega kaise
Maine tujhe dekha
Dekhta raha, Dekhta hi gaya
Phir mujhe chashma lag gaya
Wo larayeee hi kya JISME DO CHAAR Gaaliyan na ho …..
ARE Wo SASURAAL HI kya jahan koi Saali na ho!!
Patharr kyun marte ho, pura pahaar maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do
aaj fir dil hai kuchh udaas udaas
jaane kyun ek mayusi si chhayi hai
aaj fir palkon pe pani hai
bheer mein hoon fir kyun ye tanhai hai
Maine tujhse pyar kiya heera samajh ke,
tere baap ne mujhe khaaya kheera samajh ke!
Ek sher yaad ataa hai,gaur se suno.
Mujhe nahin ataa kisi aur se suno.
Pani pitaa hain pipe se
Apple khataan hain knife se
Apni bhi kya life hain yaaron
Jooten khataan hain wife se
Gum ke Sagar mein
Tinke Khushiyon ke doondh raha hun,
Mein Jeena chatha hoin
bhir bhi Yaaron Doob raha hun.
Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita,
Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita,
Sin theta by Cos theta is equal to Tan theta,
wah wah wah wah
majnu ne laila ke bal pakad ke bola
mere pyari moya
kitna din se sar nahin doya?
Zoron ki baarish Makes me wonder
Is this what they call, Taste the thunder?
Teri zulfein hain ya ghana andhera
Katwa de baal, aur kar de savera
Log ishq karte hain bade shor ke saath,
Hamne bhi kiya tha badeZor ke saath,
Magar ab karenge zara gaur ke saath,
Kyunki kal usko dekha kisi aur ke saath.
har haan ka matlab iqraar nahi hota,
har jagah pe baithna intezaar nahi hota,
yun to milti hai nazar hazaron se,
har nazar ka milna pyaar nahi hota
Agar hum na hote to Ghazal kaun kehta?
Aap ke chehre ko kamal kaun kehta?
Yeh to karishma hai mohobbat ka,
varna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta!!
Tanhai hai pyar me, barbadi hai pyar me,
Aasu hai pyar me, bebasi hai pyar me,
Gum hai pyar me, haar bhi hai pyar me,
Hame sab pata hai lekin kya kare, hum bhi hai pyar me.
Soch ko badlo, sitare badal jaayenge…
Najar ko badlo, najare badal jaayenge…
Kashtiya badalne ki zururat nahi…
Dishaon ko badlo, kinare badal jaayenge…
hope u njoid this.