Main hoon yaa wo!
Hindi Love SMS

Yaad aata hai wo guzra hua waqt,
sochta hoon bewafa; main hoon yaa wo!

tod di thi humne duniya ki rasmein,
lekin… ek rah par chal naa paye; main yaa wo!

wo pyar hi tha naa jo humne kiya,
lekin… jhoota to koi hai; main yaa wo!

hum bichhad to gaye hain lekin,
hai udas kuan; main yaa wo!

humne jeene marne ki saath khayi thi qasmein,
lekin… jee raha hai kuan; main yaa wo!!!