Shayar….
Hindi Shayar

Duniya main reh kar hum kuch naa kar sake ,
tumhein tha paana , Par tumko bhi naa paa sake ,
Ke har mushkil se muh chupaate reh gaye ,
har gum chup chaap seh gaye ,
tere baare main sochta hun saara din,
jaanta hun main ke kaisa rehta hun tere bin,
mann wo khaaab panapte hi reh gaye ,
aakhir kaar hum bhi shayar ban ke reh gaye ….