Sad SMS in Hindi

Tanhayi ne tanhayi se kuch kaha
Aur hume tumhare kareeb laya
Har rah par tumhara haat thamaya
Na jaane zindagi me ye kaise mod aaya
Humne apne aap ko akela paaya
Shayad usi zakhm ne hume jeena sikaya
Aur har raha par apna haat thamaya …