Mujhe wo suraj kehta hai to kabhi chaand kehta hai,
Kabhi dharti kaa naam deta hai to kabhi aasmaan kehta,
Kabhi kehta hai ki me uski jindagi hu,,kabhi wo jaan kehta hai,
Kabhi kehta hai me uska khawaab hu to kabhi armaan kehta hai,
Wo mujhko jod leta hai apne axs ke saath,
Pagal bekhudi me mujhe apni pahchaan kehta hai…!