Dard Shayari SMS (2)

Zindgi ka safar tanha hai
humsafar ka na kuch pata hai
chale hai hum yeh kaisi dagar par
jahan manzil ka koi thikana hai
par phir bhi muskurane ki purani aadat hai
yeh to waqt waqt ka takaza hai …