Sat 18 Oct 2014
Haseen to aur bhi hai is jahan mein maula ,
par jab usne apna ghonghat khola ,
to chand bhi mujhse sharma ke boola,
ye raat ki chandni hai ya din ka shola…
`
Aye khuda apne chand pe itna gururr na kar,
ek chand sa dost hum bhi rakhte hai,
jab tarif hoti hai tere chand ki,
log misal mere chand ki dete hai…
`
Tum har taraf pyar se dekha na karo,
har taraf pyar ki ek kahani banegi’
nazar jo zuki to sayari nayi ‘jani’ banegi,
nazar jo uthi to gazal dil ki zubani banegi…
`
Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah
Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah
Khushbu Ke Kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khud
Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah…