Sher Shayari SMS

Zindagi ka har pal sukh de aapko,
Din ka har Lamha Khushi de aapko,
Jahan gum ki hawa chu ke bhi na gujare,
Khuda woh zindagi de Aapko.