Anniversary SMS Logo

Har Dost say achi baat karna fitrat hai hamari,
har dost khush rahe hasrat hai hamari,
koi hum ko yad kare na kare,
Har dost ko yaad karna aadat hai hamari….
Happy Friendship Anniversary
`
Tujhe yaad kartay hain har saans kay baad,
Kabhi subha say pehle kabhi shaam kay baad,
Kabhi milo tou kuch karain batain,
Ik jaam say pehlay aik jaam kay baad,
Dil ki deewaron pay tera naam likhtay hain ,
kabhi fursat main kabhi kaam kay baad,
meray marnay kay baad bhi log tujhe pukarain gay,
Kabhi meray naam say pehlay kabhi meray naam kay baad…
Happy Anniversary!