Dosti

Intezar to ab bhi tumhara kiya karte hain,
Tumhare ane ki aas kiya karte hain,
Hamari dosti hichkiyon ki mouhtaj nahi dost,
Tumhe sanso ke saath yaad kiya karte hain…