sad shayari

Dard banke dil me chhupa kaun hai,
reh-reh kar isme chubhta kaun hai,
ek taraf dil hai aur ek taraf aaina,
dekhna hai is baar pehle tut-ta kaun hai

Dard se dosti ho gayi yaaron,
Zindagi bedard ho gayi yaaron.
Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
Door tak roshni to ho gayi yaaron.