aansoo shayari

Ansoon ko ankhon ki dehleez par laya na karo,
Apne dil ki halat kisi ko bataya na karo,
Log muthi bhar namak liye ghumtey hain,
Apne zakhm kisi ko dikhaya na karo….