Bewafa Pyar SMS

Hum Karte Hai Tumse Pyar,
Aaj Karte Hai Pyar Ka Ikraar.
Jante Hai Tum Bhi Hamare Liye Bane Ho,
Tumne Jitna Pyar Kiya Utna Kisi Ne Kiya Na Tha,
Jitna Tumne Khabon Mein Sataya ,
Utna Tang Kisi Ne Kiya Na Tha,
Hai Majburiyan Tumhari Hai Majburiya Hamhari,
Bas Kehna Hai Aaj Itna Tumse,
Kabhi Kam Na Hogi Dil Se Mohabbat Tumhari…