February 2017


Dard Shayari SMS

Dard ke samunder mein moti chunne chale
Unke zakhmon ko aksar tanhai mein sunaate chale
Kal bhi wahi tha joh aaj unke mehfill hai
Phir bhi kyun rait mein hum aapni kismat doonte chale…

Hindi SMS

Bahut chupaana chahaa tha, apne Love ke symbols ko usne,
Naadan itna bhi nahin samajhti ki,Symbols se hi to language banna karti hai…
~
Reh jati hai ek meethi si yaad, uske chale jaane ke baad yunhi..
Bus dharkane dharakti rehti hein, kisi ghari ki sunyioon ki tarah dhak-dhak…
~
Tere ishq main had se gujar jana chahata hun
tu mujhmain kho ja ya main tujhmain shamma jata hun …
~
Mehfil kahe jise hum
teri yaadon ki anjuman hai
hai gul se rishta mera
meri zindagi chaman hai …

Hindi Love SMS

Zinda rahen to kya hai jo mar jayen ham to kya
duniya main khamoshi se guzar jayen ham to kya…

Hasti hi apni kya hai zamane k samne
ek khwab hain jahan main bikhar jayen ham to kya…

Ab kaun muntazir hai hamare liye wahan
sham a gai hai laut k ghar jayen ham to kya…

Dil ki khalish to sath rahegi tamam umr
dariya-e-gam k par utar jayen ham to kya…

Baat saaqi ki na Taali jaayegi..
Kar ke taubaa tod Daali jaayegi.. !!

Agar yahi tarz-e-tufaan hai aa rahi..
To tu bhi aaj gulashan se nikaali jaayegi !!

ADVERTISEMENT

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.