Sun 14 Dec 2008
Jaise Chand ke paas Taare anek hai
Par har Taare ke paas sirf Chand ek hai
Waise hi Aapke paas Dost anek hai
Par Humare paas sirf Aap ek hai.
Sun 14 Dec 2008
Jaise Chand ke paas Taare anek hai
Par har Taare ke paas sirf Chand ek hai
Waise hi Aapke paas Dost anek hai
Par Humare paas sirf Aap ek hai.
Mon 10 Nov 2008
Dosti Gunah Hai To Hone Na Dena,
Dosti Khuda Hai To Khone Na Dena,
Karate Ho Dosti Jab Kisi Se To Kabhi,
Us Dost Ko Rone Na Dena.
Thu 6 Nov 2008
Teri Dosti Mein Hum Deewane Ho Gaye,
Tuje Apna Banate Banate Begane Ho gaye,
Pukar Le 1 baar Yaar se ae dost Bandar ki awaz sune Zamane ho gaye…..
Sun 2 Nov 2008
Duniya mein nahi, Hum Dilo mein rehte hai,
humse milne ko log naseeb kehte hain,
Jinse bhi humne Dosti ki, Duniyawale unko ,
KHUSHNASEEB kehte hain….
Sun 2 Nov 2008
Meethi Si Dosti
Meethi si dosti ajab sa ahsaas
Awaz main jaadu, matwali baat
Kudrat ka karishma tera andaz
Khilkhalati hasi meri madhoshi ka raaz
Kya kahoon kis kadar tera hua hai asar
Teri deewangi ka hua main qayal
Dostana tera rakhoonga sang zindagi bhar
Tera ahsaas hai mere sang har pal
Tu na samaj khud ko tanha is kadar
Na tera dil tanha na tanha tera safar
Dosti ka jo haath thama hai sanam
Apna dostana kabhi na hoga kam
Pyaari hai hamari dosti pyaari yeh ghazal
Tere naam hai yeh ek paigam yaar-e-dushman
Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.