do dil jaha milege, barsaat to ho jaayegee
pahali hi mulakaat me, kuchh baat to ban jaayegee.
sataayegee yaad priye ki, tarpaayegee tanhaiyaa
chehra dikhaayee degaa, man bhaayegee parchaaiyaa
fir bhee milege chhup ke,manjil najar aayegee
do dil jaha milege, barsaat to ho jaayegee….

dil se dil milegaa, najare kahegee baate
dharkan badhegee dil ki, aati rahegee yaade
teri churiyo ki khan khanahat, kano ko dhun sunaayegee
do dil jaha milege,barsaat to ho jaayegee….

sachche hai dono dil ke,pakke bane pujari
too hai meri manjil,mai hoo teri aataari
sote huye swapne me,teri tasvir najar aayegee
do dil jaha milege,barsaat to ho jaayegee….

sangharsh khatm hogaa,ban jaayegee sari baat
sahmat ki hawa chalegee,le aaugaa mai barat
milane ke vakt par too,aane me sarmaayegee
do dil jaha milege,barsaat to ho jaayegee….

milege dono jab,aayegee subh ghari wah
baaho ki haar ka,pahanaayee maalaa jab
meri teri khushi ke,fir kaliyaa khil khilaayee
do dil jaha milege,barsaat to ho jaayegee….

Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain, hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain. Teri dosti ke saaye mein zinda hain, hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain.

Aaj didar, kal yaar, parson pyaar,
phir ekrar, phir intezar, phir takrar,
phir darar, sari mehnat bekar,
aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar

Bazu-o-mein dum rakhta hun,
Dil mein gum rakhta hun,
Pata tha SMS ayega tera,
Isliye DISPRIN sang rakhta hun

Dil ka dard dil todne wale kya jane,
Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.

Aey mere SMS mere dost ke pass jana,
Agar wo so raha ho to shor mat machana,
Jab wo jage to dhire se ‘Muskarana’,
Phir kehna “KANJUS” SMS karo!

Jab jab ghire badal teri yaad ayi,
Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad ayi,
Jab-jab mein bhiga teri yaad ayi,
Ab raha nahin jata, Chatri Lauta de Bhai

Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain,
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain,
Yeh to unke bachche hee kaminey hain,
Jo Mama-Mama kehke bulaate hain

Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte

Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,
Dil se main naraaz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha…..

Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge

Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki raahon me palkein bichate rahe,
Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe

Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai,
Aap karib ho to apnapan hai,
Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai

Woh inkar karte hain ikrar ke liye,
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale,
Ankhein band karte hain didar ke liye

Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki,
Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki.

sab se chupa kar dard jo woh muskura diya
us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya

lehje se uth raha tha har ik dard ka duhan
chehra bata raha tha k kuch ganwa diya

aawaz mein therao tha aankhoon mein nami thi
or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya

jane kya us ko loghon se thi shikayatein
tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya

khud bhi voh hum se bichar kar adhura sa ho gaya
mujh ko bhi itne loghon mein tanha bana diya….

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujko,
Apni Nazron Mein Basa Kar Na Giraana Mujko !

Tumko Aankhon Mein Tasavur Ki Tarah Rakhta Hoon,
Dil Mein Dadhkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujko !

Baat Karnay Mein jo Mushkil ho Tumhay Mehfil Mein,
Main Samajh Jaaonga Nazron Say Bataana Mujko !

Vaada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay Ho,
Khawab Poora jo na ho woh na Dikhana Mujko !

Apnay Rishtay ki Nazaakat ka Baram Rakh Lena,
Main to Aashiq Hoon Deewana na Banana Mujko !

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujko,
Apni Nazron Mein Basa Kar Na Giraana Mujko !

Ek ajnabi se hamein MOHABBAT hogayi Hai

Ye zindagi hamari mukammal hogayi Hai

Sochte hain wo chehra kaisa Hoga

Jis se hamein CHAHAT hogayi Hai

Jab bhi leti hoon mai naam us ke

Ye saansein mehak uthti Hain

Ab ye saansein bhi meri us ki hogayi Hain

Us ka youn rooz meri neendoun mein chale Aana

Mere sapnoun ki duniya ab roushan hogayi Hai

Dhadak uthta hai ye dil jab mehsoos karti hain use

ye aankhein Meri

Aisa lagta hai ye dhadkan bhi meri us ke naam

hogayi Hai

Usee hi sochte sochte guzarti hai ab ye ratein Meri

Meri ratein E-NAAZ ab mere sanam ke hawale

hogayi Hain

Page 651 of 652« First...648649650651652

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.