Ye aarzu thi koi aarzu ko samjhe
Khud aapne duniya mein jalte lahoo ho jaye
Tere nigahon mein dekhi thi ek naye duniya
Kabhi saba se kabhi gul se iss ka jawab jan jaye…
February 2016
Monthly Archive
Mon 22 Feb 2016
Mon 22 Feb 2016
Baat saaqi ki na Taali jaayegi..
Kar ke taubaa tod Daali jaayegi.. !!
Agar yahi tarz-e-tufaan hai aa rahi..
To tu bhi aaj gulashan se nikaali jaayegi !!
Sun 7 Feb 2016
Maza…
Paane se khone ka maza hi kuch aur hai,
Bandh aankhon se rone ka maza hi kuch aur hai.
Aansoo bane lafz aur lafz bane gazal,
aur us gazal me tere hone ka maza hi kuch aur hai…
Sun 7 Feb 2016
Ishq me maut se darta kaun hai,
pyar to ho jata hai karta kaun hai.
Aapke liye to puri duniya hai kurbaan,
aur aap kehte ho ki aapki fikr karta kaun hai…
ADVERTISEMENT