May 2015


Bewafaa yun…
Hindi Love SMS

Bewafaa yun pal mein kisi ko na kehna
Kya pata tumhare liye kitne zulm use pada hai sahna
Yeh mera hai kehna
Sachhi mohabbat karte ho to usse nibhana bhi sikhna …

Hindi Love SMS

Khuda jane pyar ka dastoor kya hota hai,
Jise apna banaya vo kyon dur hota hai,
Kahte hain ke milte nahi zameen asman,
Par fir kyon asman zameen par fida hota hai..

Hindi SMS

Jab Se Hua hai…..

Jab Se Hua Hai Woh Khawab Ki Tarah,
Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah…
Khushbu Ky Kalam Se Shayad Likha Tha Usne,
Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah…..

Yeh sach hai…
Hindi Bewafa SMS
Ishq main sab shayari karne lagte hain yeh sach hai
Har lafz ki gahrayee ko pehchane ki koshish woh karta hai
Kehta ki pyar ke samander mein tairne lage hain
Par kya sach mein aap kisi se pyar karne lage hain ….

Sad SMS in Hindi

Phir aaj hum hai shairana mijaj me,
shayad tu aaj phir hame yaad karta hai
phir chal raha kuch tere sine me,
ki bewajah aaj kal dil humara dharkta hai …

ADVERTISEMENT

Page 1 of 21

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.