August 2010


ramadan

Hum ap k dil main rehte hain,
Is liye her dard sehte hain,

Koi hum se pehle WISH na ker de apko,
Is liye sub se pehlay “Happy Ramadan ul mubarak” kehte hain..

Krishna Janmashtami

Ek Radha Ek Meera
Dono ne shyam ko chaaha
ab shyaam pe hai sara bhaar
kis ki preet kare sweekar
Happy janmashtami..
`
Chandan ki Khushbu Resham ka Har Sawan ki sugandh Barish ki fuhar Radha ki Ummid KANHAIYA ka pyar Mubarak Ho apko Janmasthmi Ka Tyohaar.
`
Gokul me jo kare niwas, Gopiyo sang jo rachaye raas, Devki-Yashoda jinki maiya, aise hamare kishan kanhaiya. May Krishna fulfill all your wishes. Happy Janamasthami!
`
Aao milkar sajaaye nandal ko,aao milkar karein gungaan unka,jo sabko raah dikhaate hai aur sabki bigdi banate hain, chalo dhoom dhaam se manaaye janmadin unka…janmashtami ki subhkamnaayein…
`
Free Download Janmashtami Special Mobile Mp3 Ringtones: Radhe Krishna Songs

Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo,
Bhale mujhse lelo woh US ka Visa,
Magar mujhko lauta do college ki canteen,
Woh PheKha Samosaa, Woh thanda saaa paani,

Woh College ki sabse – purani nishaanee,
Woh chai vaalaa jisko – saare kehte the… jaani,
Woh jaani ke hathon – ki ‘cutting’ chai meethi,
Woh chup-kese journal – mein jo bheji thi chitthi,
Woh padhte hi chitthi – tha uska bhadakna,
Woh chehre ki laali, woh aankhon kaa gussaa …
Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani..

Kadi dhoop mein – apni room se nikalnaa,
Woh project ki Khatir – tha dar dar bhataknaa ,
Woh lecture mein doston – ki proxy lagaanaa,
Woh sir ko chidana, aeroplane udaanaa,
Woh submission ki raton – ko jagna jagaanaa,
Woh viva ! s ke kisse, woh pracs ki kahani….
Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani.

Woh dena Bimaari – ka har time bahana,
Woh doosron ka assignment – ko apnaa banana,
Woh seminar ke din – pairon ka chat-patanaa,
Woh workshop mein din bhar – pasinaa bahanaa,
Woh slogans banana – aur Gym me rakhadna,
Phir Exam ke din ko ” tha bechain hona,
Woh Phekha samosa, woh thanda saaa paani..

College ki thi – woh lambi si raatein,
Woh doston se tapre pe – pyaari si Baatein;
Woh gathering ke din ka ” jo ladnaa Jhagadnaa;
Woh kudiyon ka yuhin – hamesha akadnaa;
Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi ——-
Woh college, woh baatein, woh guzara jamana
Woh Phekha Samosa, Woh thanda saaa paani..

Chaahat ke dariya meinkoi kismat vaala hi dhoobta hai
Paar vo hi hota hai jo har mushkil ka saamna kare
Ae pyar karne vaalo peechey na hatna kabhi
Chaahe laakh sitam zamaan kare….

Tumhari pyaar ka sila
Har haal me denge
Khuda bhi mange dil to
Use bhi taal denge
Agar dil bhi kahe ki tum bewafa ho
To mere saathi
Dil ko seene se nikaal denge…

ADVERTISEMENT

Page 1 of 612345...»Last »

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.