February 2009


Yahoo Ki Wo Mulakatein
Wo Pyar Bhari Batein
Wo Loging Hony Ka Intzaar
Wo Intzaar Ki Saaetein
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Wo Farzi Naam Ka Btana
Haha Likh Ker Jhoota Qehqaha Lagana
Wo Asl Poochny Par
Apni Umar Ko Aor Kam Btana
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Wo Pyar Bhari Tehreerien
Wo Yahoo Ki Emotion Tasweerein
Wo Nick Mein Haal-E-Dil Likhna
Wo Net Ko Fast Karny Ki Tadbeerien
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Wo Typing Se Unglion Mein Dard Hona
Kisi Baat Per Gusay Se Chehry Ka Zard Hona

Lafz Sorry Ka Screen Par Atay Hi
Lehjay Ka Phir Se Sard Hona
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Wo Jaagna Roz Raton Mein
Wo Chalakna Pyar Baton Mein
Wo Type Karty Karty
Lena Mouse Hathon Mein
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Wo Yahoo Pe Doosron Ko Ignore Karna
Har Jumley Par Bohat Ghor Karna

Wo Dil Per Hath Rakh Kar Bye Kehna
Aor Zara Der Aor Rukny Per Zor Karna
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Tumhary Login Hotay Hi
Dostoon Ka Wo Jhumgutha Lag Jana
Tum Se Bat Karny Ki Khatir
Sir Dard Ka Wo Jhoota Bahana
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Bewaja Ki Batoon Per Takraar Karna
Baar Baar Net Meeting Per Israar Karna
Wo Roman Urdu Mein Ki Gayi Batein
Pyar Ka Dabay Lafzon Mein Izhar Karna
Kaho Kya Bhool Jao Ge?
Wo Doston Se Tumhara Id Chupana
Kabhi Font Badalna Kabhi Gungunanaa
Der Se Jawab Anay Per
Busy Hony Ka Ilzam Lagana
Per Lagta Hai Tum Bhool Gaye��
Yahoo K Aanchal Per Likhi Hoyi Kahani
Per Mujh Ko Yad Hai Har Ik Lafz Zubani
Khudara Na Tum Aisa Sitam Karo

AR rahman

The Best Gets The Best.!
The Music Mozart has
taken Indian Music to another level breaking
all barriers.
23 Filmfare awards
4 national awards
6 State awards and
plenty of other achievement awards.
The Oscar is a feather
in the crown for
The Great A.R. Rahman.
The Legend Rocks.
Jai Ho.
Congrats to Rahman
on winning Two Oscar awards

Slumdog Millionaire

Slum Dog Millionaire
Wins EIGHT OSCARS
Best Adapted Screenplay
Best Cinematographer
Best Sound Mixing –
Mr. Resul Pookutty
Best Editing
Best Original Score –
Mr. A. R. Rahman
Best Song – ‘Jay Ho’
Mr. A. R. Rahman + Mr. Gulzar
First Indian to
Win Two Oscars.
Best Director –
Mr. Danny Boyle
Best Picture.

 Pati Patni

Patni (Pati Se) – Collage ke bare me
tumhara koi katu anubhav hai?

Pati (Patani Se) – Han, Tumhari aur
meri paheli mulakat college me he to
hui thi.
************ ********* ********* **
Pati ghar pahuncha to patani ne goshana
ki – maine aaj naukarani ko nikal diya hai.

Pati udas hokar – Are, use ek mauka to
diya hota.

Patni(Pati Se) – Per mai aapko koi mauka
nahi dena chahati.
************ ********* ********* **
Ek jagadalu patani pati par baras rahi thi
aur wah bichara deen sakal banaye hue
baitha tha.Patni bol rahi thi kayar kahin
ke ,tum aadami ho ki chuhe?

Pati Gidgidaya – Shreemati Ji, Mai aapka
pati he hun agar chuha hota to tum thar-thar
kamp rahi hoti.
************ ********* ********* **
Ek photographer ke pass ek aurat aai aur
boli – Maine apane miya se kaha tha ki topi
pahankar photo mat khinchana lekin topi
utarana bul gaye.Kya aap yeh topi hata
sakate hain?

Photographer Ne Kaha – Ji han lekin aap
yah to bataiye ki aapke shauhar sidhi mang
nikalate hain yan ulati?

Aurat Boli – Jab aap topi utarenge tab khud
dekh lijiyega

kya kahu dost tumhe ,khwab kahu to bikhar jayoge dil kahu to tut jayoge, aayo aap ka naam Zindgi rakh du maut se pahle saath na chhod payoge

Shaam ki tanhai mein kho na jana,kisi ki masti mein doob na jana,milegi zarur kal manzil tumhe,apni maanzil ko paakar is dost ko bhul na jana.

Open your door when you are alone,Open your heart when you feel sad… But dont open your hand when you need a friend,Bcoz I m already holding your hand forever…

Kal raat khuda ne puchha ,tu itna dosto mein kyun khoya hai …………..tab andar se ye awaaz aayi , dosto ne hi to di hai khushiyan , pyar karke to hamesha ye dil roya hai

Dosti ka hum hak yun ada kartein hai , tere naam par ye jaan fida kartein hai , phool sa bhi jakhm na aaye mere dost ko bas khuda se yehi dua kartein hai.

Yaadein woh nahi jo tanhai mein aati hain… Are yaadein to woh hain mere dost jo bheed me bhi tanha kar jaati hain…

Yahi to khoobsurat dosti ka naata hai,Jo bina kisi shart ke jiya jaata hai… Rahe duriyan darmiyan to parwaah nahi,Dost to harpal dil me basaya jaata hai…

Medicines and friendships cure our problems. The only difference is that friendships dont have an expiry date

Teri muskurahat meri pehchaan hai,Teri khushi meri jaan hai… Kuchh bhi nahi meri zindagi bas itna samajh le,Ki teri dosti hi meri shaan hai…

Dil ki galiyon mein koi gham na ho, apni ye Dosti kabhi kam na ho. Bas ye dua hai ki tum khush raho hamesha, phir chahe kal hum ho na ho

Sitaron ke aage bhi koi jahan hoga,Jo na dekha kabhi woh sama hoga…. Us jahan ke saare hasin nazaron ki kasam,Aap sa pyara dost dusra kaha hoga….

chala ja msg tu banke GULAB, Hogi Dosti sacchi to ayega jawab, agar na aya jawab to mat hona tu udas, Samajh lena hamare liye waqt nahi hai unke pass..

A friend means Someone I MISS….. Someone I CARE….. Someone I NEED….. Someone I LOVE….. Someone I TRUE….. Someone I SPECIAL….. Someone I LIKE…. Thats U….

Eyes are parents,Heart is lover,Body is wife,Brain is a teacher,Brothers & Sisters are fingers…But Friends ???They are Blood!!!….

Difference between love & friendship…. U give ur whole heart to ur love & they break it…. But u give ur broken heart to ur friend & they make it….

Dost hazar nahi sirf ek chahiye Sukh-dukh me de saath woh yaar chahiye… Hum Kisi ko bhulate nahi,Lekin jo yaad rakhe hume woh yaar chahiye….

Takdeer Ne Chaha Takdeer Ne Bataya Takdeer Ne Aapko aur Humko Milaya Khushnasib the hum ya woh pal jab aap jaisa Anmol dost is jindagi me aaya

ADVERTISEMENT

Page 1 of 512345»

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.