Hindi Love SMS

Tamana hai mere k apki arzo ban jao
apki ankh ka tara na sahi appki annkh ka ansu ban jao
main app ki zindagi ki kushi bano ya na bansakno
apke gham mai appka sahara ban jao…