Dard Shayari SMS

Zindagi hum tujhko aazmaate hain
apna gham sabko hum sunaate hain
teri khaamosh nigaahon ke afsaane
lekin hum sab se hi chupaate hain…