Sad Hindi Love SMS
Pyaar kya hota hai?
Pyaar kya hota hai hum nahi jaante,
Zindagi ko apna hum nahi maante,
Gam itne mile hain ke ab ehsas nahi hota,
Pyaar kare koi to vishwas nahi hota.