Maza…
Sad Shayari

Paane se khone ka maza hi kuch aur hai,
Bandh aankhon se rone ka maza hi kuch aur hai.
Aansoo bane lafz aur lafz bane gazal,
aur us gazal me tere hone ka maza hi kuch aur hai…