Hindi Love SMS

Honth keh nahi sakte jo fasana Dil ka,
Shayad nazar se wo baat ho jaye.
Is ummid me karte hain intezaar raat ka,
ki shayad sapne me mulakat ho jaye…